Header Ads

Breaking News
recent

Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Lyrics | Sajda (1991) | Jagjit Singh, Lata Mangeshkar


Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Song LyricssMovie/album: Sajda (1991)
Title:  Gam kaa khazaanaa teraa bhii hai meraa bhi
Singers: Jagjit Singh, Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Shahid Kabir
Music Composer: Jagjit Singh
Music Director: Jagjit Singh
Music Label: Saregama





gham ka khazana tera bhi hai lyrics in hindi


Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Song Lyrics





Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Ye nazraana tera bhi hai mera bhi

Apne gam ko geet bana kar gaa lena
Apne gam ko geet bana kar gaa lena
Raag purana tera bhi hai mera bhi
Raag purana tera bhi hai mera bhi

Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya
Tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya


Dil deewana tera bhi hai mera bhi
Dil deewana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Shehar mein galiyon galiyon jiska charcha hai
Shehar mein galiyon galiyon jiska charcha hai
Wo afsaana tera bhi hai mera bhi
Wo afsaana tera bhi hai mera bhi


Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Maikhaane kee baat na kar waaiz mujhse
Maikhaane kee baat na kar waaiz mujhse
Aana-jaana tera bhi hai mera bhi
Aana-jaana tera bhi hai mera bhi


Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi.


Ye nazraana tera bhi hai mera bhi

Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi.





No comments:

Powered by Blogger.